hindi tantra mantra totake

Friday, April 1, 2016

Shatru Nash Ke Liye Maa Kali Pratyangira Prayog Hindi me-श्री काली प्रत्यंगिरा प्रयोग

Dushman Ko Barbad Karne Ke Liye Kya Kare? Shatru Nash Ke Liye Mantra. Kali Sadhana, Shatru Nash Ki Sadhana, bhi kahi gayi he, hindu dharm me sabse effective he Kali Pratyangira  Prayoga. isake dhwara Kisi Bhi Tantrik Kriya Ki Kat, Grah Badha Nivaran, Akal Mrityu Bhay, Grah Klesh, Shatru-marant aadi  ka nivaran kiya ja  sakta he.

Vyakti ko kesa bhi Apradh Laga Ho, Shatruo Se Ghira Hua ho Bimari Ka Ghar Me Dera ho  Vyapar Me Tantrik Karm Kand Kiya Ho sabhi prakar ke dusht karmo se nijat dilane me ye prayog labhkari sidh hua he.

isaka nirantar path karne se jatak ke sabhi shtruo ka sampurn tarike se nash ho jata he.path karne wale vyakti ke jo shatru he unke pariwar kutumb ko bhi isase bhari nuksan aur pida pahuchati he.

jin logo ne us par koi tantrik karm kiya hota he wo un par ulta pad jata he tatha wo usase kshma mangane par mazboor ho jate he. is kali pratyangira ke prayog se maa kali sadhak ki hamesha har badha se raksha karti he tatha mata kali ki kripa sadhak par hamesa bani rehati he.
Shatru-Nash-Hetu-Sadhana, Grah-Kalesh-Nivaran-Puja, Shatru-Sankat-Nivaran-Maran.
Yah devi maa kali ki atayant tivra sadhana me se ek he kabhi bhi isaka galt istemal nahi karna. chahiye varna mata kali rusht hokar karne vale ko hi dand deti he.hamesha apni aur apne pariwar ki raksha ke liye ye sadhana karni chahiye ye atyant hi saral pathh he.

kali ji ka sampurn pujan vidhi-vidhan

shatru ko pareshan karne ke upay 

Devyuvach-देव उवाच

                       // kathyeshan ! sarvagye ! yatoham tav vallabha / ya ya proktya tvya nath !                                                 siddhi vidhya puradash  tasam pratyangirakhyam tu kavacham chaikashah param//

Shiva Uvach-शिव उवाच

                    //shranu priye ! pravakshyami gumhad gumhantaram param /

                     vina yen n sidhyanti mantrah koti kriyanvitah//

                      ptyang rakshan kari ten ptyangira mata/

                    kali pratyangira vakshye shrunush vavhitanage//


Devyuvach:

                   //pramo ! pratyangira-vidhya sarva vidhyottama smarta /

                    abhicharadi doshanam nashini siddhi dayini //

                   maham tat kathayaswaha karuna yadi te mayi//

Shiva Uvach:

    //sadhu sadhu mahadevi ! twam hi sansar mochani/shrunushwa shuchi chitten vakshaye devi!samasatah//

     devi ! pratyangira vidhya sarva grah nivarini /modini sarva dushtanam sarva pap pramochini//

     stri bal prabhutinam ch jantunam hit karini/sobhagya devi bal pushti kari sada//

Viniyog (sankalp) mantra-संकल्प

   //om om om asya shri pratyangira mantrasya shri angira rishih,anushtup chhand,shri pratyangira devata,

   hoom beejam, hreem shaktih, kreem kilakam, mamabhisht sidhyarthe pathe viniyogah//


Kalima Karanyas - काली करन्यास


   //shri angira rishiye namah shirsi.> dahine hath se shikha par sparsh kare.

   anushtup chhandase namah mukhe.> mukh par sparsh kare.

   shri pratyangira devtaye namah hradi.> hriday ko sparsh kare.

   hoom bijay namah gummho.> guda ko sparsh kare.

   hreem shaktaye namah padayo.> dono pero ko sparsh kare.

   kreem kilakaye namah sarvange.> sabhi ango ko punah sparsh kare.

  mamabhisht siddhaye pathhe viniyogay namah anjalao//

Devi Dhyanam - देवी ध्यान

  
        //bhujeshchaturbhighrat tikshan ban dhanurvarabhishch shavanghri yugma/
 
 raktambara rakt tanastrinetra pratyangireyam pranatam punatu//


Shri Kali Pratyangira Prarambh-  काली प्रत्यंगिरा

//Om namah sahasra suryekshnay shrikanthhanadi rupay purushay puru hutay aim mam sukhay vyapine maheshwaray jagat srashti karine ishanay sarva vyapine maha ghorati-ghoray om om om prabhavam darshay darshay ! om om om hil-hil, om om om vidhyut jivye bandh-bandh, math-math, pramath-pramath, vidhwansay-vidhwansay, gras-gras, piv-piv, nashay-nashay, trasay-trasay, vidaray-vidaray, mam shatrun khahi-khahi, maray-maray, ma saparivaram raksh-raksh, kari kumbhastani sarvopadrebhyah /

om maha meghong rashi samvartak vidhunt kapardani ! divya kankambhoruvikat mala dharini, parmeshwari priye! chhindi-chhindi, vidravay-vidravay, devi ! pishach, nagasur, garun, kinnar, vidhyadhar, gandarbh, yaksh, rakshas, lokpalan, stambhay-stambhay, kilay-kila ghatay-ghatay, vishva murti maha tejase om hransah


                 mam shatrunam mukham stambhay-stambhay, om hoom sah/
                 mam shatrunam vidhya stambhay-stambhay, om hoom sah/
                 mam shatrunam stambhay-stambhay, om hoom sah/
                mam shatrunam padao stambhay-stambhay, om hoom sah/                                                      mam shatrunam grahat kutumb mukhani stambhay-stambhay,sthanam kilay-kilay, desham kilay-kilay, gramam kilay-kilay, mandalam kilay-kilay, sarva siddhi mahabhage ! dharkasya saparivarasya shantim kuru-kuru fatt swaha//

         // om om om om om om, ang ang ang ang ang, hoom hoom hoom hoom hoom,                                                    khang  khang khang khang khang fatt swaha//

        jai  pratyangire ! dharkasya saparivarasya mam raksham kuru-kuru, om hoom sah jai jai swaha/
               om aim hreem shreem bramani ! shiro raksh-raksh, hoom swaha/
               om aim hreem shreem kaumari ! mam vaktram raksh-raksh, hoom swaha/
               om aim hreem sreem veshnavi ! mam kantham raksh-raksh, hoom swaha/
               om aim hreem shreem indrani ! mam nabhim raksh-raksh, hoom swaha/
               om aim hreem shreem chamunde ! mam gummam raksh-raksh, hoom swaha/


om namo bhagawati, utchhisht chandalini, trishul vjrankush dhare mans-bhakshini, khatwang kapal vjrasi dharini ! dah-dah dham dham,sarva dushtanam gras-gras, om aim hreem shreem fat swaha//

     om danshta karali mam mantra tantra vrandadin vish shastrabhichar kebhyo raksh-raksh swaha// 

stambhini-mohini chev kshobhini dravini ! tatha jrambhini, trasini, rodri,tatha sangharini cha shaktayah kram yogen shatru pakshe niyojitah. dhrita sadhakendren sarva shatru nivarini.....

            om stambhini ! sfraim mam shatroon stambhay-stambhay swaha/                  
            om mohini ! sfraim mam shtroon mohay-mohay swaha/
            om kshobhini ! sfraim mam shatroon kshobhay-kshobhay swaha/
            om dravini ! sfraim mam shatroon dravay-dravay swaha/
            om jrambhini ! sfraim mam shatroon jrambhay-jrambhay swaha/
            om trasini ! sfraim mam shatroon trasay- trasay swaha/
            om raudri ! sfraim mam shtroon santapay-santapay swaha/
           om sangharini ! sfraim mam shatroon sangharay-sangharay swaha/
Shree kali pratyangira ke path se sadhak par avashya hi ma kali ki kripa prapt hoti he ye pathh sabhi prakar ke vighno ka nash karne vala he sabhi prakar ki  grah badha grah kalesh ladai, jhagade mar pit court kachahari mukaddame aadi me vijay, samman prapti ucch pad prapti bhi is pathh ko karne se milati he.sadhana me koi samasya ho to comment box me nisankoch puchhe.

6 comments:

  1. sir ye path main kar Sakta hun mere bohat sushman hain or mere ghar par tanrik kriya bhi hai.please sir help me.

    ReplyDelete
  2. Sir mere bohat dushman hain mujh aur mujh par aur mere ghar par tantrik kriya bhi hai sir please reply me.

    ReplyDelete
  3. Bilkul kar sakte he ye dono kam me saksham he

    ReplyDelete
  4. Sir is ke sath dosri sadhana bhi continues rakhni hai ya sirf ek hi karni hai please reply sir.

    ReplyDelete

comment karne se pehale comment as ke niche profile select karna na bhule