Jab sadhak par Kali Ki Kripa hoti he to use aghor mukh ki prapti hoti. usaki jivya par akhand kali virajati he. usaki har bat sach sabit hoti he. Kya he is MahaKali Ko Jagane Ka Mahamantra? Kese Ki Jati He Kali Puja? ye sab janne ke liye aur Mata Ki Kripa Aur Ashirwad Hetu y puja avashya kare.
is prakar pujan sampann karne se Dakshineshwar Mahakali mata avashya hi prasann hoti he.kali mata ko jagrat karna mtlab samast charachar ko jagrat karna he unke sath-sath kai shaktiya aur dusht prakratiya bhi jagrat ho jati he isliye aap apni deh raksha ya shuddhi awashya hi kar le.
mata mahakali ki uttpati kali yudh ar kali ji ke 108 nam yaha he
Neche jo mantr stotr diya gaya he usse bramha ji ne kali ji ko jagaya tha unke jagte hi vishnu ji ki bhi yognidra samapt ho gai thi.kali ji ke jagte hi sabhi dev danav bhi jag jate he ap koi bhi sadhana kare kisi bhi isht ki is mantr dhwara ap unhe jaga sakte he,ye atyant durlab he.
MahaKali Ko Jagrat Karne Ka Divya Mantra
//om aim hreem kleem chamundae vicche ati somyati rodray
mundmalini kalika devye namah//
MahaKali Stotra-काली स्तोत्र
twam swaha twam sudha twam hi vashatkarah swaratmika/
swadha twamakshare nitye tridha matratmika sthitah//
ardhmatrasthita nitya yanucharya visheshitah/
tvayev sandhya savitri twam devi janani pra//
tvettatdharyate vishvam tvetsrajyate jagat/
tvet tatpalyate devi tvamatsyate cha sarvada//
visrashto srashtirupa twam sthitirupa cha palane/
tatha sahrantirupante jagatousya jaganmaye//
mahavidhya mahamaya mahamoha mahasmratih/
mahamoha cha bhavti mahadevi mahasuri//
pkratistvam cha sarvasya gunatray vibhavini//
kalrati maharatri moharatrishch daruna/
twam shreem swatvamishvari twan hrinstawm budhirbodhlakshana//
lajja pushtisthata tushtistam shantih kshantirev cha//
khangini shulini ghora gadini chakrini tatha/
shankhini chapini banbhushundhi paridhayudha//
somya somyatarashesh somyabhyastuti sundari/
parpranam parma twamev parmeshvari//
yacch kinchitkwanchitdhastu sadsadhakhilatmike/
tasy sarvasya ya shaktih sa twam kim stuyase tada//
yaya twaya jagatsrashta jagatpatyati yo jagat/
soapi nidravansham nitah kastwam stotumiheshwarah//
vishnuh sharir grahanmahamishan ev cha/
karitaste yastouststwam kah stotum shaktiman bhavet//
savagye sarvam shakte svartham prade shive/
sarwamangalmaye sarwavyadhivinashini /
sarvadhar swarupe sarvamangal dayak,
chakra swamini namaste-namaste swaha//
Dakshin Kali Mantra - दक्षिण काली मंत्र
//kreem hreem hum hoom kshamim mahakalay,haum mahadevay,kreem kalikay sarva siddhi pradayak devi bhagavati chand-chandika chand chitatma pinatu dakshin kalikay savagye sarvam shakte shree mahakal sahite shree dakshin kalikay namaste-namaste swaha//Aham dhyayam kalim mahamaya trinetra bahurupinim/ nar-mundam tatha khadgam kamal varadam tatha vibhranam rakt vadanam danshtrali ghor rupinim// attahtas nirantam sarvada cha digambaram // shavasan sthitim devi mundamala vibhushitam/
kali dakshin kali cha krishn rupa pratmikam// mundmala vishalakshi srashti sanghar karika/ sthiti rupa mahamaya yognidra bhagatmikam// bhagsarpih panrata bhagigota bhagangaja/ aadhya sada nava ghora maha tejah karalika//
pretwaha siddhi lakshaminiruddha saraswati/ kali kal haram kankal beej rupini// kal rupa kalatitam kalikam dakshinam bhaje/ kund gol priya devim swayambhu kusume ratam//
rati priya maharodrim kalikam pranmamyaham// kali kapalini kulla kuru kulla virodhini/ vipra chitta tathogrogra prabha dipta dhanatvisha/ nila ghana balaka cha matra mitaupi cha / hum hukaratahsen sarvatra patu ma //
10 mahavidhya kya he mahakali ke vibhinn mantro ki jankari
hawan kese kiya jata he usake bare me jankari
Fir hatho me pushp lekar ye mantr bole
//om mahakalam yajed devya dakshine dhumravarnakam/ vibhratam dashtkhatwango dantra bhim mukham shivam// vyaghra charmavratt katim tundil raktvasasam/ trinetra murdhwakesham cha mundmala vibhushitam//
jatabhishan sachandra khandam tejo jvalanniv// om hum sfrom yam ram lam vam krom mahakalbherav/ sarva vighannashay nashay hreem shreem fatt swaha//
fir ye mantr bolte hue 6 gulab ke pushp lekar murti par dalkar devi ka swagat kare
//swagatam te mahamaye chandike sarwamangale puja grahan vividham sarvakalyan karini//
Nimn shlok padakar devi ki murti par dale
//om deveshi bhakte sulabhe parivar samanvite yavatwam pujyishyami tavatwam susthira bhawah//
Devi ko ardhay dene ke liye char pal jal, sugandhit samagri,pushp,akshat,durwa,til,kusha ka agrbhag aur safed sarso honi chahiye.ye mantr bolte hue devi ko arpit kare
Devi ke achaman ke liye panchpatr me jal lekar devi ka achaman karae, panchpatr me 6 pal jal le jisame jayfal aur lavan ka hurn mila hona chahiye, ye mantr bolte hue achman kare
//om snanadikam vidhyapi yatah shuddhirvapte idamachmaniyam hi kalikadevi pratigrahmtam/ kreem kreem kreem hreem hreem hum hum dakshine kalike, kreem kreem kreem hreem hreem hum hum swaha//
Mata Mahakali ke snan ke liye y mantr bolte hue panchamrit ki kuchh bunde murti par chhidake
//om ravmapah prithivi chev jyotishim vayurev cha/ lok smarti matren varina snapyamyamham// kreem kreem kreem hreem hreem hum hum dakshine kalike, kreem kreem kreem hreem hreem hum hum swaha//
Ye mantra bolte hue ashtgandh kalima ko arpit kare
//om jagatpujye trilokeshi sarvadanbhanjani/ ashtgandhardhya gran devi vishvartiharini// kreem..........swaha//
Kanse ke bartan me shudh ghee,shahad,dahi lekar devi ko madhupark arpit kare
//om madhupark mahadevi brahmadheh kalpitam tav/mayaniveditam,bhaktya grahan giriputrike kreem..swah
Ye mantra bol kar fir se shudh jal lekar kalima ka achaman karae
//om snanadikam purah kritva punah shuddhirvapyate/ punrachmaniyam cha kalike devi pratigramyatam//k.s
Ye mantr bolte hue kalika devi ko chandan lagae
//0m malyanchal sambhutam nana gandh samanvitam/shitlam bahulamodam chandanam pratigramhtam/k..sw
ye mantr bolate hue kali ji ko raktchandan lagae
//om raktanulepnam devisyam devya prakashitam/tad grahan mahabhage shubham dehi namostute/kre.....sw
ye mantrocchar karte hue devi ko sindoor lagae
//om siduram sarvasadhvinam bhushnay vinirmitam/grahan var de devi bhushnami prayachh me/kre.....swaha
ye mantra bolate hue mata ji ko kumkum lagaye
//om jpapushp prabham ramyam nari bhal vibhushnam/ bhasvaram kumkumam raktam devi dattam pragramh me// kreem kreem........................hum swaha//
ye mantr padate hue devima ko akshat chadae
//om akshatam dhanyajam devi bramna nirmitam pra/ prandam sarvabhutanam grahan var de shubhe//kr..sw
ye mantr bolte hue maa ko pushp lekar pushpanjali de
//om chalatprimalamod mttali gan sankulam/anandnandnodbhutam kalikae kusumam namah//kreem.....swaha
ye mantr bolte hue deviko belpatr chadae
//om amartodbhvam shreevriksham shankarasya sada priyam/pavitram te prayakshami sarvkarya siddhay//...
ye mantr bolte hue devi ko nile aprajita ke pushpo ki v lal gulab ya gudahal ki mala pehanae
//om nanapushpam vichitradhyam pushp malam sushobhitam/ prayachhami sadabhadre grahan parmeshwari//
ye mantr bolte hue devi ko chunari ya do vastr chadae jo 12 angul se kam nahi honi chahiye
//om tantu santansanyuktam kla koshal kalitam/ srwangabharan shreshtham vasanam paridhiyatam//kr....swah
yeh mantr padate hue devi ko yathashakti sone ka abhushan kundal ityadi arpit kare
//om sovarnarghlankaram kankanadi vibhushitam/harkeyuryuktani nupurani grahan me//kreem........swaha//
ab ye mantr bolte hue guggal dhoop lekar mata ke nak ke pas kuchh kshan dikhae
//om guggulam ghratam sanyuktam nanabhakshyeshch sanyuktam/ dashang gramhtam dhoopam kalike devi namostute // kreem kreem....................................................................hum hum swaha//
rui me kapoor milakar char angul ki batti banakar shuddh desi ghee ka depak jalae
//om mandlantasth chandrabimbagri tejsam/ nidhanam devi kalike depoam nirmitastwa bhaktitah//kre.....swah
Nimn mantr bolkar devi ko itra fulel adi samarpit kare
//om parmanand sorabhyam paripurn digambaram/ grahan sorabhyam divyam kripya jagdambike//kr....sw
Ek depak me kapoor rakhakar deep ki tarah jala kar devi ke samne mantr bolkar gumae
//om twam chandr surya jyotishim vidhyutdaganyosthatev cha/twamev jagtam jyotirdepoam pratigramhtam//
ye mantr bolte hue ek thali me ek vyakti ke khane yogya samagri fal adi sajakar bhet kare
//om divyannras sanyuktam nanabhakshyestu sanyuktam/choshyapeysamayuktmantr devi grahan me//
Maa ko kheer ka bhog lagae ye mantr padate hue
//om gavyasarpih payoyuktam nana madhur mishritam/niveditam maya bhaktya parmannam pratigramhtam//
yah mantr bolkar kali ji ko laddo chadae
//om modakam swad ruchiram karpuradibhiranvitam/ mishr nannavidherdevye pratigrahamashu bhujyatam//
ye mantr bolkar mata ko fal pradan kare
//om falmulani sarvani gramyanranyani yani cha/nanavidhi sugandhini grahan devi samachiram//kreem....swah
ye mantr bolte hue kevda kapoor se suvasit ek gilas pani mata ke pas rakhe
//om paniyam shitlam swachham karporadi suvasitam/bhojane triptikridhsmat kripya pratigramhtam//kr.....sw
mantr bolte hue devi ka achaman kare
//om aamodvastu surbhikrit medanuttamam/grahanachmaniyam twam mayabhaktya niveditam//kree.......swah
ye mantr bolte hue devi ko tambol arpit kare
//om pungifalam mahadivyam nagvallidaleryuttam/karpurelas samayuktam tambulam pratigramhtam//kr.....sw
ye mantr bolte hue ma ko kajal pradan kare
//om snigdhmushnam hradhtam dasham shobhakaram tav/grihatva kajjalam saddho netranyam jay kalike//
nimn mantrocchar ke sath ghanta bajae
//om yathabhishyase detyan yatha puranyaseusuram/tam ghantam samprayachhami mahishaghri prasid se//
ab kali ji ko swarn ya rajat yukt dakshina de
baglamukhi mata ki sadhana kese kare janne ke liye yha dekhe
navratri me ma durga ki sadhana kalash sthapna ki vidhi yaha di hui he
//om kanchanam rajatopetam nanaratn saminvatam/dakshinarth cha deveshi grahan twam namosteastu//
note:apne samne ek ganesh kalash ek kali mata kalash awashya sthapit kare aur kali ji ke agr bhag me hanuman ji ar pichhe ki taraf bhero ji ko sthapit kare tatha pujan adi kare kali kalash sthapana ki sankshipt vidhi me age ki post me likhunga.
ab aap kali ke kisi ek mantr ya dakshin kali mantr ki ek mala jap avashya kare.jap ke uprant hawan ki teyari kare hawan ke pashchat pushpanjali kshmapan aur aarti ityadi kare.
>ye ek divasiy sadhana he agar aap mata ki chauki rakhana chahte he to aapko nirantar 9 din y sadhana karni he pratyek karya karna he aur sarwapratham chauki rakhane se purv mata ke kisi mandir me ja kar ke unhe bulawa de.fir murti lene jae sabhi karyo me shubh muhurt dekh kar hi karya kare ya navratro me kare.
pushpanjali de aadi shakti ko
//om kali kali mahakali kalike papnashini. kali karali nishkrante kalike twanmostute.om utishth devi chamunde shubham pujam pragrame.kurushv mam kalyanmashtabhih shaktibhih sah bhoot-pret pishachebhyo rakshobhyashch maheshwari. devobhyoshch manushobhyoshch bhayebhyo raksh ma sada. sarvadevmayim devim sarvarogabhya vaham.
brhmosh vishnu namitam pranmami sada umam. arthkamo mahamaya vibhavam sarvamangala. //kreem kreem kreem hreem hreem hum hum dakshine kalike kreem kreem kreem hreem hreem hum hum swaha.///
Orignal Siyar Singhi Hatha Jodi Ki Jankari
nimn shloko dhwara mata mahakali se kshma mange
//aagyanadhismraterbhitya yannunmadhikam kratam. vipritam cha tatsarvam kshamasva parmeshwari.mantrhinam kriyahinam vidhihinam sureshwari. sampujitya mayadevi! tasmatsav varda bhav.
awahanam cha pujam cha twanmamyaham japam tatha. visarjanam n janami kalike kshamasv me.
yadksharm padbhrashtam swarvyanjanvarjitam. tatsarvam kshayamtam devi prasid parmeshwari.
kameshwari jagannmatah! sacchidanand vigrahe. graharchmimam sarvam prasid parmeshwari.//
Is Kali Mahakali Pujan Sadhana me agar koi bat samajh n ayi ho ya apka koi sawal ho to hame cumment box me likhe hamri anya ane wali sadhnao aur prayogo ki jankari ke liye hame sabscrib karne ke liye apna mail id box me dal kar sabscrib button dabaye aapko ek mail ayega use confirm kare.
Raj ji humare ghar mein mata ji ki photo hai murati nahi to photo ke samne ye pujan kiya ja sakta hai??
ReplyDeleteAgar murati Lani hai to ghar ke liye kitni badi murati ho...
ReplyDeleteKyoki ghar mein bhut dhyan rakhna hota hai...
Aur hawan konsa aur kese karna hai
Mata ki ye choki kya ek baar ki hogi....
ReplyDeletefoto se bhi kar sakte he chauki ke liye Jo murti layi jati he use fir visarjit krna hota h ghr m prmnt sthapit krne k bhut kade niyam he har bar chauki ke liye alag murti chahiye bend baje ke sath lekar ana hota he ek foot she lekarten char foot lambai ki LA sakte he
ReplyDeleteagar chauki rakhate he to barabr nity pujan ke bad sangeet arti bhajan ityadi prad vitran bhi avshyak he hawan denik hawan vidhi Jo di hui he usi tarah karte hue last me 10 mahavidhya mantr ar Kali ke kisi ek mantra ki ek mala jap se hawan kare laung se hawan kare Kali mantro ka
ReplyDeleteKali kalash aur ganesh kalash ke baare mein btaiye...kya hota hai iski vidhi kya hai
ReplyDeleteganesh kalash ke liye ek kalash me jal bharkar usame supari sikka doob ghas dale or ek katori se dhak de us katori ko chawal se bhar de tahtha us par ek deepak jala de.
ReplyDeletekali kalash sthapan ki vidhi bhi lambi he par short me kare to navratro ki tarah isme bhi kalsh me jal bhare sikka supari doob ghas kumkum dale or 5 aam ke ya pan ke patte lakar nariyal rakhe.kalsh rakhane se pehale kalash ke niche ek trikon bana de tak kalash rakhe.
Aap jab kali kalash ki vidhi ki post dalenge tab uska print le lunga...
ReplyDeleteMurati visarjit choki ke kitne din baad karni hoti hai....
Ek baat aur puchhni hai maa kali ko rakt Chandan kese lgate hain....mtlb apne khoon ka Tilak hota hai ya kuch aur...
ReplyDeletemerti sthapna aur visarjan agar ek din ki sadhana kr rhe he to amavsya ya koi sahi nakshtr dekh kr kre aur agle hi din visarjan ar knya bhojan kare ya navratro me kare 9 din sthapna aur visarjan navratr anusar kare rakt chandan m aap anguthe ka rakt ya lal chandan laga sakte he
ReplyDeleteMtlb visarjan navratro ke agle din karna hai....
ReplyDeleteAur jo hawan karna hai wo har roj karna hai kya....
Har subh kaam se phle ganesh ji ki pooja ki jati hai hawan se phle bhi ki jani hai wo puja ki vidhi kya hai...ya phir akeli ganesh ji ki arti aur om ganganpate namah karke shuru karle...
Kali pujan choki ki vidhi roj 9 din hogi na
ReplyDeletepujan se phle ganesh pujan me ek suppari ko ganesh roop mankar uska panchopachar pujan kare ya ganesh ji k 12 namo ka smarn kre hawan visarjan se ek din purv hi karna he jitne mantra ap jap chuke chauki ke doran uska baki roz ganesh pujan Kali pujan vese hi karna kalash bhi sirf phle hi din rakhna h keval shuru ar last k din hi jyada samy lagta h bs
ReplyDeleteagar jyada jap kiye ho to sirf dashansh bhag hi hawan kare dasva hissa
ReplyDeleteGanesh pujan ke mantar kya hai....
ReplyDeleteAur murati jab Lani hai to uski pran pratishtha bhi karni hoti hai kya....
Raj ji mere paas ese bhut chotte chotte prashan hain....
ReplyDeleteMai isliye har chotti chotti baat puchhta hoon Taki kuch glti na ho...
Raj ji mere paas ese bhut chotte chotte prashan hain....
ReplyDeleteMai isliye har chotti chotti baat puchhta hoon Taki kuch glti na ho...
bilkul puchhiye apke har sawal ka jwab milega pran pratishtha ki zarurat tab hoti h jab sthapna karni ho chauki me Nhi ar ganesh ji ka sadharn pujan karna h bhut vidhivat agar karenge hr chiz to subah ki sham ho jaegi itne me to kisi ke upar mata aa sakti h aap abhi nye h Kali ko control krna bhi thoda mushkil h jab y krna hota h to hr prakar k bhog ki vyavstha krke rakhni hoti Pta Nhi vo kis chiz se santusht ho unka rusht hona jivan bhar ka shrap bn sakta h jab tak WO apne bhakto m apki garna n kr le tab tk unko bulana apke liye sahi Nhi h
ReplyDeleteme to shuruwat me unki hunkar se hi dar gya tha
ReplyDeleteagar apko Kali sadhana m safal hona h to aap ekanvas ko chuniye ekdm alag kamre m puja bhumi PR sona ar shamshan ki rakh se Kali ko tilak kare ek rakh ki potali bnakar us par Bethe tab dhyan lagakr sadhna kare apko ek hafte m risult milega
ReplyDeleteKali sadhna atant hi tivr h mtlb agar gadi bhari he to use chalane ke liye ingan 100 cc ki bajay 150 y 250 ka lagana hota h vrna vo rengegi bs dodegi Nhi apke shabdo me isko samajhiye khud ko 150 250 ka kariye khud ko apko phle bhut positive shaktiyo urjao se bharna hoga
ReplyDeleteRaj ji asal mein kali ki choki aati hai mujko ye tab aati hai jab kisi shudh jgh per kiratan ityadi ho rha ho...ya phir wha jo sthan bakhsha hua ho...aati hai per ek mint ke liye per kisi ke sath vachan nhi karti...isliye sabhi logo ke bhale ke liye...logo ki samasyao ka hal karne ke liye choki lgana chahta hoon...isi karn mai ye sari puja karna chahta hoon...
ReplyDeleteAapne btaya har chij ka bhog...to kya meat sharab ka bhi...
ReplyDeleteRaj ji humare ghar aaj tak meat sharab aayi hi ni...Chua tak ni kisi ne bhi...
KaLi pujan vidhi jo btayi hai...uske Anusara ye sare mantar roj bolkar bhog lgana hai mata ko ???
ReplyDeletepuja mntr bolte hue hi krni h roz AGR aap PR hi chauki ati h to aapko kisi ki mdad leni hogi apko us waqt sambhalne k liye
ReplyDeletebog m to fir kuchh bhi ho sakta h ap chahe to n rakhe m LA sakne ki vyavastha ho AGR us waqt WO mange to
ReplyDeleteAB aap ek kam kare holi ki ratri ko 11 baje k bad pujan kare m apko ek beej sasrakhi mantr mala dunga aap ek siyar sighi ki vyavsha kariye ar ek chhoti murti ki agar aap ko kabhi bhi abhas hota h Kali ka to avshya us rat apki unse bhent hogi m post likhta hu apke liye holi se phle
ReplyDeleteShukriya raj ji....
ReplyDeleteMala rudraksh rudraksh ki hogi kya ???
Aur usko phle shudh karna hoga ???
Murati ko bhog lgana uski puja karni kali puja vidhi jo likhi hai vese hi hogi ??
ReplyDeleteKya iske liye bhi hawan karna hai...mata ko mandir mein jake aamantaran dena hai...
ReplyDeleteBaad mein is murati ko bhi visarjit karna hai..
ReplyDeleteis me n hawan krna h n visarjan y turant hi kam krne wali jesa apne btaya aap ko abhas hota h isliye m apko y bta RHA hu WO m apke fb m msg krunga yha Nhi usme kewal beej mantr h uske liye mala Nhi chahiye ap chahe to hawan kr sakte murti visarjit Nhi krna h ek dhatu ki murti ar siyar singhi ki vyavastha kariye mata ka mandir Jake bulana h bilkul sadhna k samay darwaja khula rakhe
ReplyDeleteMata ko bhog kese lgana hAi
ReplyDeleteVese hi jese is post mein btaya hai aapne....vese hi ek ek matra padh kar Aur vese hi rakt Tilak lgana hai...
Jot konsi lgani hai...sarso ke oil ki ya ghee ki...
ReplyDeleteKonsi dhatu ki murati honi chahiye....
Ye 11 baje ya 11 baje ke baad hi shuru karna hai raat ko....
ReplyDeleteTo phir baad mein hum murati ko ghar ke mandir mein rakh sakte hain...
ReplyDeleteMujko kin kin chijo ka dhyan rakhna hoga...kis kis se parhej rakhna hoga...ye aap mujhe fb pe msg mein btana..
ReplyDeleteMala Jaap kitni karni hai....
ReplyDeletemntr pdkr bhog lagae rudrakh ki mala jb ytha shakinusar holi wali sadna ki murti rakhni h chauki wali Nhi jyot desi ghe ki ratri kalin sadhna 11 bje she 1 bje k beech
ReplyDeleteAap siyar singhi ki post daliye....kya hota haI ye...holi wali sadhna ke liye hi konsi dhatu ki murati lekar aau....aur iska mantar aap tab btaye jab mere paas siyar singhi aur mata ki murati aa jaye wo mai aapko btadunga...aur aapne btaya tha ki is Jaap ke liye mala ki jarurat nhi hai...bs aap inki post dal dijiye...
ReplyDeletepare murcury ki mil jae to best h ya peetal bras ki ya tambe copar ki ya stone ki ho marble
ReplyDeleteNavratro mein kali pujan vidhi jo karni hai uski post mein mata ko snan karwane ko bhi btaya hai.....to dhatu ki murati ni LA sakte uske liye kya....Agar dusri laye to aapne btaya ki usko snan nhi karwana....bina snan ke vastar kese sambhav hain....
ReplyDeleteAur jo jot jgani hai....wo akhand jot hogi 9 din ki ya dusari bhi ho sakti hai....
ReplyDeleteSadhna ke doran simple bistar zameen pe bichha kar bhi so sakte hain ya bhasam niche rakh kar hi uspe sona hai...
snan dhatu y stone k liye h mitti ki murti shudh Mani gai h pop ki murti kisi mtlb ki hoti Nhi WO to bs dikhawa matr k liye h puja akhand hogi to jyot bhi akhand jalti h chahe ganesh chaturthi ki hi ho y to navratr h bhoomi pr bistar laga sakte h chita bhasm keval holi wali sadhna m krna h navratri sadhna ekdm shudh honi chahiye
ReplyDeletesnan ki jagah padh JAL diya jaega ap denik sadhna vidhan dekh lijiega post m
ReplyDeletekisi bhi sadhna m Jo sambhav ho vahi niyam karne chahiye baki n kare niyam to bhut h sabhi niyam koi fallow Nhi kr sakta main h mantra bhajan dhyan
ReplyDeleteTheek hai raj ji
ReplyDeleteKali kalash vidhi aur dhyan lgane wali vidhi jab bhi aapko time mile likh dena ...
Mata ko bhog jo lgana hai....3 time lgana hai ya 2 time aur jo ghar mein bna hai wo sabse phle mata ko bhog lgana hai....kiratan bhajan roj karna hai aur kis time karna hai subh dophr ya sham....
ReplyDeletemata ko bhog ghar k bhojan k nhi mithai y Jo desi ghee k bhog bnae alag se uska lagae bhajan aurte karti h jisko jgrata boltr y ap chahe to kare sham ko bas pujan subah ar sham
ReplyDeleteSubh ka to mai karlunga per mere ko raat 9 baje chutti hoti hai to sham ko bhog kese lgaunga...ya phir 9 din mai 6 baje chutti karu Kyoki bhog ka time bhi 6 7 baje hota hai haina...
ReplyDeleteJot hum kali maa ke mandir se LA sakte hain...patiala mein maa kali ka mandir hai uski jot Kolkata se aayi hai...Agr hum wha se jot le aaye to 9 din baad us jot ka kya karna hota hai...kya usko mandir mein dena hota hai ya kuch aur....
ReplyDeleteAsan jo hoga konsa hoga
ReplyDeleteUsko kewal mai hi use kar sakta hoon ya koi bhi baith sakta hai us per...Agar mai akela to mere ghar mein ek Purana kushan pda hai....koi use ni karta usko...kya wo le sakta hoon....
asan lal rang ka uni ho ar bulawa mandir m ja k de jyot ghar m hi jlae sham ko koi bhi puja kr sakta h n kare to bhi ap jb aa jae 9 bje 10 bje ek samy rakhe subh ar sham ka
ReplyDeleteap rat 11 bje k bad kre jyada sahi rahega navratro m ratri ki puja k vishesh fal milta h devi sadhana ratrikalin sadhana h
ReplyDeleteap apne kam dham p koi asar n ane de varna ap nirash ho jaenge jald sadhana k liye alag se samay nikale
ReplyDeleteTheek hai ji
ReplyDeleteYe sari vidhi padhte hue maa ko bhog lgana hai ya siraf bhog lgane wale mantar hi ucharan karne hain....
are Bhaiya bhog to lagao hi km se km mntr bhale n pado
ReplyDeleteShukriya ji
ReplyDeleteJai mata di...
Ab mai kali kalash aur dhyan lgane wali vidhi ki wait kar rha hoon....
ReplyDeleteDhanyawad...
Guru Ji !!!! Pranam,Please mujhe meri email id pe ek msg kijiye mujhe bohot important chiz puchni hai email id - rajpootrahul1@gmail.com
ReplyDeletekr diya h mail ap isi mail I'd ko Facebook pe search karke waha bhi sawal puchh sakte he
ReplyDeleteRaj ji Jai mata di
ReplyDeleteRaj ji Kali kalash vidhi ki post dalni hai aapne wait kar rha hoon mai....
bas ab jald hi likhne wala hu ek post likh rakhi h use publish karte hi kali kalath sthapana aur usake labh puri vidhi likhunga bas thoda sa aur intzar kare
ReplyDeleteTheek hai raj ji...
ReplyDeleteMai aur intzaar karunga...
Raj Sharma ji Namashkar sir Aapke Answer Padhe or Ye bhi Dekha aap Bina gussa kare baar baar samjha bhi dete ho you are Doing Great Job Sir Thoda Bahut Jo bhi seekha h usse inta to jaan hi gya hu ki chote chote sawaal bhi agar dhundna chaho to dur dur tak koi sahi banda nhi milta h aapne to kamaal hi kr diya mata aap per sada kripa bnaye rakhe
ReplyDeleteAap ko follow karunga sir mujhe bhi raasta dikhaye
Jai Mata ki
L
Raj Sharma ji Namashkar sir Aapke Answer Padhe or Ye bhi Dekha aap Bina gussa kare baar baar samjha bhi dete ho you are Doing Great Job Sir Thoda Bahut Jo bhi seekha h usse inta to jaan hi gya hu ki chote chote sawaal bhi agar dhundna chaho to dur dur tak koi sahi banda nhi milta h aapne to kamaal hi kr diya mata aap per sada kripa bnaye rakhe
ReplyDeleteAap ko follow karunga sir mujhe bhi raasta dikhaye
Jai Mata ki
L
Namaskar nakul sharma ji apka bhut bhut swagat h mere blog pr ap mujhse jude rahiye aur myjhe sahayog kariye ki me apni bhartiya sanskrati ko jan jan tak pahucha saku ap mujhe saubscrib kr sakte h box me apna mail id dalkar subscribe kare
ReplyDeleteRaj ji namskar
ReplyDeleteHumne upr new portion dala hai to maine socha wahi per maa kali ki puja vidhi shuru karunga navratro mein per humare ghar mein ek mandir already hai..wha jot jgate hain...ese mein do jgh jot jagegi to koi problem to ni hai na...
Jyot apko alag alag rupo ki jalani hogi durga ji ki do jagah ek hi ghar me Nhi ek Kali ki ek durga ki
ReplyDeleteRaj ji namaskar
ReplyDeletedevi ko nile aprajita ke pushpo ki v lal gulab ya gudahal ki mala pehanae
In teeno mein se koi bhi mala ho...
nele aprajita k best h uske alawa koi bhi ek mala ho lal pushp ho
ReplyDeleteTheek hai ji
ReplyDeletecan i please get a hindi docucment for mahakali and dakshina kali puja vidhi?
ReplyDeleteappsvd@yahoo.com
Mil jaegi
DeleteMil jaegi
ReplyDeletewonderful points altogether, you simply gained a new reader.
ReplyDeleteWhat may you suggest in regards to your put up that you made a few days in tthe past?
Any positive?