hindi tantra mantra totake

Wednesday, December 30, 2015

Yantra Mala Murti Ki Pran Pratishtha Kese Ki Jati He-यन्त्र माला की प्राण प्रतिष्ठा कैसे करे

Yantra Ki Pran-Pratishtha Kaise Ki Jati Hai? Murti Ko Kaise Sidh Kare? Yantra Sidhi Kaise?
Ham kabhi bhi koi puja sadhana karne ki sochate y to sabse pehale yhi sochte he ki uske liye ham Murti, Chitra, Yantra to bazar se kharid sakte hai par ve Pran Pratishthit nhi hote. 

Ab ham ye sochate hai ki y kese ho or ham ya to kisi pandit baba k pas jate he ya kisi sansthan se yantra mala aadi kharidate hai jo market se 2ya 4nhi 50 guna mahanga padata ya kabhi kabhi isse bhi jyada. ese m jo vyakti pehale se hi paresahan h wo aur pareshan ho jata hai.

hawan kese kiya jata he bahut hi saral vidhi yaha prastut he

Yantra-Mala-Murti-Pratishtha-Mala-sanskar-Mala-Sidhhi.
Ab apko aur pareshan hone ki zarurat nhi h ham apke liye laye h yantra ya murti pran pratishtha karne ka y tarika jisse ap swayam ghr bhethe y kary kr sakte hai...
kisi bi yantra ya murti ki pran pratishtha k liye y sadhana karni chahiye...
//अं  आं  इं  ईं  उँ  ऊँ  ऋ  ए  ऐं  ओं  औ  अं  अः//
 //कं  खं  गं  घं  डं  चं  छं  जं  झं  ञं  ट  ठं  डं  ढं  णं  तं  थ  दं  धं  नं  पं  फं  बं  भं  मं  यं  रं  लं  वं  शं  ष  सं  हं  क्ष  त्र  ज्ञ // 
         Sabhi swar aur vyanjan m ang ki bindi lagakar ucharan kare fir 
         //om mano jutirjushatamanjasya brahasptiryagya mimam tano tvarishtam yagya goom samim dadhatu/
       //ओम मनो ज्योतिरजुषतामंजस्य बर्हस्पतिर्यग्  मिमम्  
         तनो त्वरिष्टम यग्य गूं समिम् दधातु//

//vishvedevas eh mad yantamomptratishthhah asye pranah pratishthantu asye pranah kshrantu  asye devaty marchay maam heti ch kashacan//
          //विश्वेदेवास ईह माद् यंन्तांमोम्पर्तिश्ठितः अस्ये 
            परा्नः परा्तिष्ठन्तु अस्ये परानः छरंतु अस्ये देवत्ये
             मर्चाये माम् हेति च कशचन ़़़़़़़़़यन्तर् का नाम 
            सुपर्तिषठे वरदे भवेताम्///(य./२/३)

amuk yantra murti  supratishthe varde bhavetay//   (य ./2/3) 
Eske bad akshat chadae 

//pratishtha purvakam aasnarthe akshtan samarpyami yantra ka nam namah.

//पर्तिषठा पूरव्कम आसनार्थे अछतान समरपयामि
यनतर् का नाम्नमः//

Yantra par akshat chadate hue swar aur vyanjan ko krmanusan ulta karke dobara pade gya se lekar ang tak. pratishta karne se purv yantra ko dudh dahi ganga jal sahad gandh adi se snan kara le.

 vibhinn prakar ki malao aur unse jude labho ka varnan yaha diya he

dhan prapti ke kuchh anubhut prayog yaha bataye gaye he

Yantr Likhane Ki 5 Importent Tips-यन्त्र लेखन कैसे करें


Agar aap durbhagyvash kisi yantr ko prapt n kar paye to aap swayam hi yantr lekhan ka karya kar sakte he, samanya roop se yantr ko likhane ke liye "ashtgandh" "gandhtray" "kumkum" "sindoor" haldi adi ka prayog karna chahiye.

1- Yantr lekhan me chandi ki shlakha athwa anar ki kalam ka use karna chahiye.

2- Yantr ko safed sooti vastr par ya bhojpatr par ankit karna chahiye.

3- Kisi sreshth samay me nakshatr dekhkar yantr ko ankit karna chahiye.

4- Yantr banate samay dhoop,deep,agarbatti hamesha jalte rehana chahiye.

5- Yantr ka nirman kartte samay yantr se sambandhit mantr ka jap karte rehana chahiye.

bhoot pret nazar kilane utarane ka powerfull sabar mantra

kali mata ke pujan ki sampurn vidhi vidhan kya he jane yaha

Mala Sanskar Kese Karte He - माला संस्कार 


Pipal ke 9 patto ko lekar bhumi par bichhae, ek patta bich me rakhe baki 8 patte charo or ese bichhae jese ashtdal bana ho, bich vale patte par mala rakhakar swar aur vyanjan jese yantr ki pratishtha me btaya gya he vese hi ang aang se lekar gya tak uccharan karna he.

Fir panchgavya se mala ko dho le.tatpashchat sadhojat mantr padakar mala ko jal se dho le----

//om sadho jatam prapdhami sadho jatay tai namo namah
bhave bhave nati bhave bhavasya mam bhvodbhavay namah//

//ओम सधो् जातम् परपघामि सधो जाताय ते नमो नमः/
भवे भवे नति भवे भावस्य मम् भवोद्भावय नमः//


Fir vamdev mantr se chandan lepan karen

//om vamdevay namo jyeshthay namah shreshthay namo rodraksh namah kal vikarnay namo bal vikarnay namah//

//ओम वनदे नमो जयेषठाय नमः सरेष्ठाय नमो रोदराकश
नमः काल विकरनाय नमो बाल विकरनाय नमः//

Fir aghor mantr se dhoopdan kare: 

//om aghorebhyourebhyo ghor-ghor tarebhyah bha sarvebhyah sarv sarvebhya namaste astu rudrrupebhya//

//ओम अघोरेभियोरेभय घोर घोर तरेभय भ
सरवेभ्य सर्व सर्वेभ्य नमस्ते अस्तु रूदर्रूपेभय//

Fir ek-ek dane par 100 bar ishan mantr ka jap karen: 

//om ishanah sarva vidhanabhishvarh sarvabhotanam brmadhipati bramha shivo me astu sada shivom//

//ओम ईशानाय सर्व विधानाभीशवरः सर्वभूतानाम् बर्हमाधिपति बर्हमा शिवो मे अस्तु सदा शिवोम्//

Fir mala me apne devta ki pran pratishtha kare 


//male-male mahamale sarv tatv svarupini chatrvstvamayi nyastasmanye siddhi dabhavah//

//माले माले महामाले सर्व तत्व स्वरूपिनी चतुर्वस्तवमयी
   न्यस्तसमन्ये सिधि् दादभः//


Is post me batai gai ye vidhi bhut hi top secret he jo yajurved aadi grantho se li gai he aap shradha aur vishwas ke sath in vidhio ka prayog karke kisi bhi mala yantra murti ki pran pratishtha kar sakte he agar kuch n samajh aaye to nisankoch puche.

7 comments:

  1. नमस्ते,
    जानकारी के लिए धन्यवाद, क्या आप कोई ऐसी किताब बता सकते हैं जिसमे माला, यंत्र या मूर्ति की प्राण प्रतिष्ठा का तरीका हिन्दी मे दिया हो | मूर्ति जरूरी नहीं भगवान की हो, परंतु कोई भी मूर्ति चाहे वो सम्मोहन केलिए इस्तेमाल करनी हो |

    ReplyDelete
  2. apka bhut bhut swagt h is blog PR sir m apko jankari dena chahunga ki y Jo MTR he WO yajurved se liya gya h kafi effective h isse ap yantr ar murti ki pran pratishtha kr sakte h vashikaran putali ko sidh Nhi kiya jata usme apne Nhi jiske liye kiya jae uski pratishtha ki jati h mantro dhwara maran m bhi Sam ESE hi hota h devtao ko apni pranshchetna she sidh krna hota h ap apna dahina hat yntr PR ar baya hath hridy PR rakhkr y mntr sadhna kre sabki hr anushthan ki alag vidhi h Jo ek kitab m kahi h hi Nhi PR m y sab likhne ki koshis kr RHA hu nirntr jb bhi samay milta h apko koi bhi jankari chahiye ho ap yha likh sakte he apko jarur reply milega ar sahi jankari bhi

    ReplyDelete
  3. Mantra me kai letter me ang ki bindi missing hai. Kya ye misprint hai? Kyonki apne likha hai ki har letter me any lagega.
    Ranjan

    ReplyDelete
  4. Can you please let me know that at which place it is given in Yajurveda(in which adhyaya).
    Ranjan.

    ReplyDelete
  5. mntr k last m likh diya h dekh lijie

    ReplyDelete
  6. Mahabodhi temple Mahabodhi Vihar or Mahabodhi Tree is a famous Buddhist vihara located in Land of Gautam Buddha Bodh Gaya. Listed in World Heritage by UNESCO.

    ReplyDelete

comment karne se pehale comment as ke niche profile select karna na bhule